Friday, March 27, 2009

durga chalisa


Shri Durga Stuti is an easy form of Shree Durga Saptsati composed by Maha Rishi Markande. Durga Stuti is composed of powerful verses in praise of Durga Ma. People believe that daily and sincere recitation of Shri Durga Stuti relieves human beings from all their worries and blesses them with prosperity and happiness.
Durga Stuti:
Miti Ka Tan Huaa Pavitra, Ganga Ke Asnan Se Ant Karan Ho Jaye Pavitra, Jagadambe Ke Dhyan Se Sarve Mangal Mangalye, Shive Sarvarth Sadhike Sharanye Trambake Gauri, Narayani Namo Stute Shakti Shakti Do Mujhe, Karoon Tumhara Dhyan Path Nirvignya Ho Tera, Mera Ho Kalyan Hridya Sinhasan Par Aa, Betho Meri Maa Suno Vinay Mam Din Ki, Jag Janani Vardan Sundar Deepak Ghee Bhara, Karoon Aaj Tayaar Gyan Ujala Maa Karo, Metto Moh Andhkaar Chandra Surya Ki Roshni, Chamke Chaman Akhand Sab Mein Vyapak Tej Hai, Jwala Ka Prachand Jwala Jag Janani Meri, Raksha Karo Humesh Dur Karo Maa Ambike, Mere Sabhi Kalesh Shradha Aur Vishwas Se, Teri Jyot Jalaoon Tera Hi Hai Aashra, Tere Hi Gun Gaoon Teri Adhabhut Gaat Ko, Padhoon Mein Nischay Dhar Sakshat Darshan Karoon, Tere Jagat Aadhar Man Chanchal Se Baat Ke, Samay Jo Aogun Hoye Dati Apni Daya Se, Dhyan Na Dena Koye Main Anjan Malin Man, Na Jano Koi Rit At Pat Vani Ko Hi Maa, Samjho Meri Prit Chaman Ke Aogun Bahot Hai, Karna Nahi Dhyan Sinhvahini Maa Ambike, Karo Mera Kalyan Dhanya Dhanya Maa Ambike, Shakti Shiva Vishal Angh Angh Mein Rum Rahi, Dati Din Dayal This page was included on request from Ms Rajkumari Dharamdass.We welcome your suggestions.
Durga Chalisa:
Namo Namo Durge Sukh karani,Namo Namo ambe Dukh harani.
Nirakar hai jyoti tumhari,Tihun lok pheli ujayari.
Shashi lalat mukh mahavishala,Netra lal bhrikutee vikarala.
Roop Matu ko adhika suhave,Daras karat jan ati sukh pave.
Tum sansar shakti laya kina,Palan hetu anna dhan dina.
Annapurna hui jag pala,Tumhi adi sundari Bala.
Pralaya kala sab nashan hari,Tum gauri Shiv-Shankar pyari.
Shiv yogi tumhre guna gaven,Brahma Vishnu tumhen nit dhyaven.

Roop Saraswati ko tum dhara,De subuddhi rishi munina ubara.
Dharyo roop Narsimha ko amba,Pragat bhayin phar kar khamba.
Raksha kari Prahlaad bachayo,Hiranakush ko swarga pathayo.
Lakshmi roop dharo jag mahin,Shree Narayan anga samihahin.
Ksheer sindhu men karat vilasa,Daya Sindhu, deeje man asa.
Hingalaja men tumhin Bhavani,Mahima amit na jet bakhani.
Matangi Dhoomavati Mata,Bhuvneshwari bagala sukhdata.
Shree Bhairav lara jog tarani, Chhinna Bhala bhav dukh nivarani.
Kehari Vahan soh Bhavani,Langur Veer Chalat agavani.
Kar men khappar khadag viraje,Jako dekh kal dan bhaje.
Sohe astra aur trishoola,Jase uthata shatru hiya shoola.
Nagarkot men tumhi virajat,Tihun lok men danka bajat.
Shumbhu Nishumbhu Danuja tum mare,Rakta-beeja shankhan samhare.
Mahishasur nripa ati abhimani,Jehi agha bhar mahi akulani.
Roop karal Kalika dhara,Sen Sahita tum tin samhara.
Pan garha Santan par jab jab,Bhayi sahaya Matu tum tab tab.
Amarpuni aru basava loka,Tava Mahirna sab rahen asoka.
Jwala men hai jyoti tumhari,Tumhen sada poojen nar nari.
Prem bhakti se Jo yash gave,Dukh-daridra nikat nahin ave.
Dhyave tumhen jo nar man laee,Janam-maran tako chuti jaee.
Jogi sur-muni kahat pukari,Jog na ho bin shakti tumhari.
Shankar Aacharaj tap keenhon,Kam, krodha jeet sab leenhon.
Nisidin dhyan dharo Shankar ko,Kahu kal nahini sumiro tum ko.
Shakti roop ko maran na payo,Shakti gayi tab man pachitayo.
Sharnagat hui keerti bakhani,Jai jai jai Jagdamb Bhavani.
Bhayi prasanna Aadi Jagdamba,Dayi shakti nahin keen vilamba.
Mokon Matu kashta ati ghero,Tum bin kaun hare dukh mero.
Aasha trishna nipat sataven,Moh madadik sab binsaven.
Shatru nash keeje Maharani,Sumiron ekachita tumhen Bhavani.
Karo kripa Hey Matu dayala,Riddhi-Siddhi de karahu nihala.
Jab lagi jiyoon daya phal paoon,Tumhro yash men sada sunaoon.
Durga Chalisa jo gave,Sab sukh bhog parampad pave.


No comments:

Post a Comment